Friday, February 24, 2012

tujhe chheen loon ya chhod doon.... tujhe maang loon ya mod doon..story of my life..

meri bebasi ka bayaan hai
bas chal raha na is ghadi..
ras hasrat ka nichod doon
kas baahon mein aa tod doon
chahoon kya jaanoon na, 
chheen loon,
chood doon
is lamhe kya kar jaaoon
is lamhe kya kar jaaoon
is lamhe kya kar doon main jo mujhe chain mile aaram mile
aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki or badhe
aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki or chadhe
aur ho aur ho aur mile hum aur bhi jal jaayen
tujhe pehli baar main milta hoon, har dafa
meri bebasi ka bayaan hai (O soniyaa)
tujhe chheen loon ya chhod doon
tujhe maang loon ya mod doon
is lamhe kya kar jaaoon
is lamhe kya kar doon main jo mujhe chain mile aaram mile
aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki or badhe
aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki or chadhe
aur ho aur ho aur mile hum aur bhi jal jaayen
main hasrat mein ik uljhi dor hua
suljha de
main dastak hoon tu band kivadon sa
khul ja re ho..
o bebasi man mein basi
aa jeete jeete jee le sapna
aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki or badhe
aur ho aur ho aur mile hum aur bhi jal jaayen
roke se na ruke, ye na thake,
aandhi si jo chale, in saanson ki,
pata bhi bina chale, kahan pe kya jale
hai dar se tan man ki sihran se hasrat ki sulgan si
bhadke aur..
shola shola jale bujhe dhuan dhuan
dhuan dhuan lage mujhe dhuan dhuan..
meri bebasi ka bayaan hai...

No comments:

Post a Comment